|
[ More Sunidhi Chauhan lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Sunidhi Chauhan
Lyrics for Song: Meri Zindagi Mein Ajnabee
Lyrics for Album: Ajnabee
17835>Director: Anu Malik Lyricist: Sameer Singers: Sunidhi Chauhan, Kumar Sanu
--FEMALE-- Na chaand ka, na taaron ka Na phoolon ka, na bahaaron ka Na nazaaron ka, na ishaaron ka Na apnon ka, na begaanon ka
Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai Woh ajnabi jaana pehchaana Sapnon mein uska hai aana jaana Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
--MALE-- Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai Woh ajnabi jaana pehchaana Sapnon mein uska hai aana jaana Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
--FEMALE-- Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai
--MALE-- Khushbuon ki gali mein, in hawaaon mein dekha Maine chehraa uska dilkash fizaaon mein dekha
--FEMALE-- Oh......... [Bekhayaal karta hai, voh bada deewana hai In labon ka pyaasa hai, dil ka aashiqaana hai]--- (2)
--MALE-- Woh ajnabi jaana pehchaana Sapnon mein uska hai aana jaana
--FEMALE-- Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
--MALE-- Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai
--FEMALE-- Ab to uske liye hi raat bhar jaagti hoon Aaye ghadiya milan ki, yeh duaa maangti hoon
--MALE-- Ho....... [Jaaneman mohabbat mein faasla zaroori hai Dhadkanein yeh kehti hai, chaar din ki doori hai]---- (2)
--FEMALE-- Woh ajnabi jaana pehchaana Sapnon mein uska hai aana jaana
--MALE-- Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai
--FEMALE-- Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai
--MALE-- Woh ajnabi jaana pehchaana Sapnon mein uska hai aana jaana
--FEMALE-- Aa ajnabi, tere liye dil yeh mera beqaraar hai Meri zindagi mein ajnabi ka intezaar hai Main kya karoon, ajnabi se mujhe pyaar hai..
17835> |
| |
|