|
[ More Shreya Ghoshal lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Shreya Ghoshal
Lyrics for Song: Keh Raha Hai Dil Deewana
Lyrics for Album: Baabul
28333>Director: Aadesh Shrivastava Lyricist: Sameer Singers: Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Keh rahaa hai dil diwaanaa jaane jaa khaake kasam ----- (2)
Hum ishq main mar jaayenge kuch bhi sanam kar jaayenge Chodenge naa daaman yaar kaa Wada raha --- (2) Wada raha pyaar kaa --- (2)
Keh rahaa hai dil diwaanaa jaane jaa khaake kasam Dooriyaan naa ab zaraa ho jaanaa, saanso ke ye darmiyaan Chhedti hai dhadkano ko pal pal mausam ki narmiyaan To aaja chahato ki shabnam pi le, lamho main sadiyon ko ji le Keh raha hai, pal suhana, jaane jaa khaake kasam
Tu khayaalo ke hansi saaye mein rehta hai raat din, Kuch nahi hai zindagaani meri, ab tanhaa tere bin To aaja janmo kaa bandhan jode, thaam ke baahen naa chhode Keh raha hai, har fasaanaa, jaane jaa khaake kasam Keh raha hai dil diwaanaa, jaane jaa khaake kasam Hum ishq mein mar jaayenge kuch bhi sanam kar jaayenge Chhodenge naa daaman yaar kaa, Wada raha --- (2) Wada raha pyaar kaa --- (2)
28333> |
| |
|