|
[ More Sunidhi Chauhan lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Sunidhi Chauhan
Lyrics for Song: Chahat ki Guzarish Hai
Lyrics for Album: Silsilay
23086>Director: Himesh Reshammiya Lyricist: Sameer Singers: Sunidhi Chauhan
[Chahat ki guzarish hain Aankhon mein pyaas bhar de Mere dil ke jasbadon ko Tu belibaas kar de re - (2) ]--- (2) Chahat ki guzarish hain Aankhon main pyaas bhar de
Main dubi hu tere deewanepan main Na hain karaar ek lamha yaar Shola sa hain dhadkan main Kyon dard sa hain mere mann main Tu hain sukun tu hain junoon Rehna hain tere daman main Saanson ki tamanna hain Saanson main saans bhar de Mere dil ke jasbadon ko Tu belibaas kar de re --- (2) Chahat ki gujarish hain Aankhon main pyaas bhar de
Aa toot ke mujh main bikhar ja Tu meri jaan tu dastaan Jaan main meri tu utar ja Aa shaanon main aake tu thehar ja Mere jahaan meri baat maan Ishq main hadh se gujar ja Bechaini ka aalam hain Khushbuyein khas bhar de Mere dil ke jasbadon ko Tu belibaas kar de re --- (2) Chahat ki guzarish hain Aankhon main pyaas bhar de Mere dil ke jasbadon ko Tu belibaas kar de re --- (2) Chahat ki gujarish hain Aankhon main pyaas bhar de
23086> |
| |
|