|
[ More Himesh Reshammiya lyrics ] |
add to playlist
see a mistake?
comment
|
|
Artist/Band:
Himesh Reshammiya
Lyrics for Song: Tanha Jiya Na Jaye
Lyrics for Album: Tom Dick and Harry
9938>Director: Himesh Reshammiya Lyricist: Sameer Singers: Himesh Reshammiya
Tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye --- (2) Bin tere o mere saathiya --- (2) Haai sukoon na aaye Tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye Bin tere o mere saathiya --- (2) Haai sukoon na aaye Tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye
Manzar manzar tera chehra teri yaaden tera pehra Rang yeh meri chahat ka hain duniya ke sab rang se gehra Meri dil mein chaand hain tu meri dastaan mein hain tu Meri chahaton mein hain tu meri hasraton mein hain tu Bin tere o mere saathiya Haai sukoon na aaye Tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye
Paagal paagal dil ki dhadkan Chhaya aaisa deewanapan Tu na jaane tu na jaane Kya hoti hai dil ki tadpan Tujhse hai meri zindagi tujhse hi lagan hai lagi Tujhse hai meri bekhudi tujhse hi meri har khushi Bin tere o mere saathiya Haai sukoon na aaye Tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye
Meri saansen tujhse jaanam Pal pal bechaini ka mausam Lamha lamha tera aalam Tujhko maange yeh dil har dam Mera intezaar hain tu raahat hai karaar hain tu Jeene ka khumaar hain tu mera pyar pyar hain tu Bin tere o mere saathiya --- (2) Haai sukoon na aaye Tanha jiya na jaaye tanha jiya na jaaye -- (3)
9938> |
| |
|