Tu hi haqeeqat khwab tu
Dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekaraari tu sukun tu sukun
Jaaun main ab jab jis jagah
Paaun main tujh ko us jagah
Saath ho ke naha tu hai rubaru rubaru
[Tu humsafar tu humkadam tu humgawah mera] (2)
Aa tujhe in baahon mein bar ke aur bhi kar lu main kareeb
Tu judaah ho to lage hai aata jaata har pal ajeeb
Iss jahan main hai har aur no hoga mujh sa koi bhi khushnaseeb
Tune ne mujh ko dil diya hai, main hoon tere sab se kareeb
Main hi to tere dil main hoon, main hi to saanson main basun
Tere dil ki dhadkano mein main hi hoon, main hi hoon
[Tu humsafar tu humkadam tu humgawah mera] (2)
O… kab bala ab ye waqt guzare kuch pataa chalta hi nahi
Jab se mujhko tu mila hai, hosh kuch bhi apna nahi
Uff ye teri palkein gani si, chahon inki hai dilnasheen
Ab kise darr dhoop ka hai, kyunki hai yeh ab mujhpe biche
Tere bina na saans lu, tere bina na main jiyun
Tere bina na na ek pal bhi reh sakun, reh sakun
Tu hi haqeeqat khwab tu, dariya tu hi pyaas tu
Tu hi dil ki bekaraari tu sakun tu sakun
[Tu humsafar tu humkadam tu humgawah mera] (4)