O mere khuda lyrics

Atif Aslam · Other Songs - Atif Aslam

aa bhi jaa sanam…

teri bahoon mein…

aa bhi jaa sanam…

rock with me…

teri bahoon mein…

rock this party tonight

rock this party tonight

o! mere khuda… dil hua fida

rock this party tonight oh!!!!!!

o! mere khuda dil hua fida

bekhabar do jahaan se mein hua

o! mere khuda dil hua fida

haadsa yeh na jaane kab hua

o! mere khuda…

khaboon mein sirf main aaonga

palkon mein main toh reh jaaonga

yaadon mein aks hoga mera

kisi ko milega nahi mera patta

o! mere khuda dil hua fida

bekhabar do jahaan se mein hua

o! mere khuda dil hua fida

haadsa yeh na jaane kab hua…

aa bhi jaa sanam… yun na kar sitam

teri bahoon mein mar mitenge hum

aa bhi jaa sanam… yun na kar sitam

teri bahoon mein mar mitenge hum

tanha raton mein baate hongi

un baaton mein phir raatein hongi

badla badla zamana sara

jab se badli meri yeh duniya…

o! mere khuda dil hua fida

bekhabar do jahaan se mein hua

o! mere khuda dil hua fida

haadsa yeh na jaane kab hua….

oooooooooooooooooh!