Thandi Hawayen

Lata Mangeshkar · Legends: Maestro Melodies In A Milestone Collection [2007]

Ha ha ha, ha ha ha ha ha

La la la la la, hm hm hm hm hm

Kaise bulaaye



(Thandi hawayen, lehra ke aaye

Rut hai jawaan, unko yahaan, kaise bulaaye) -2

Thandi hawayen



Ha ha ha, ha ha ha ha ha

La la la la la, hm hm hm hm hm

Kaise bulaaye



Chaand aur taare, hanste nazaare

Milke sabhi, dil mein sakhi, jaadoo jagaaye

Thandi hawayen, lehra ke aaye

Rut hai jawaan, unko yahaan, kaise bulaaye

Thandi hawayen



Kaise bulaaye



Kahaa bhi na jaaye, rahaa bhi na jaaye

Tumse agar, mile bhi nazar, ham jhenp jaaye

Thandi hawayen, lehra ke aaye

Rut hai jawaan, unko yahaan, kaise bulaaye

Thandi hawayen



Ha ha ha, ha ha ha ha ha

La la la la la, hm hm hm hm hm

Kaise bulaaye



Dil ke fasaane, dil bhi na jaane

Tumko sajan, dil ki lagan, kaise bataaye

Thandi hawayen, lehra ke aaye

Rut hai jawaan, unko yahaan, kaise bulaaye

Thandi hawayen

Hm hm hm hm hm

Hm hm hm hm hm, hm hm hm hm hm

Kaise bulaaye

Hm hm hm hm hm