Bahut Bura Hai Haal

Lata Mangeshkar · Other Songs - Lata Mangeshkar

bahut bura hai haal tere majaboor ka

kab tootega balam faasala door ka



main tadapoon nis din haay

chain nahi aaye

jiya hai bhaari

dil mein aag lagaaye

badariya kaari

piya saanvare diya hai mujh ko

badala kau qusuur ka

kab tootega balam ...



uthaauun kab tak gam ka bhaar

bura sansaar

na bhaaye jeena

bahati hai din raat

aankh ki meena

dil ka sauda kar saudaagar

mausam nahi guruur ka

kab tootega balam ...