Duniyaa Mein Ayesaa

Lata Mangeshkar · Other Songs - Lata Mangeshkar

duniyaa mein ayesaa kahaa sab kaa nasib hai

koee koee apane piyaa ke kareeb hai



door hee rahate hai, un se kinaare

jin ko naa koee maanzee paar utaare

saath hain maanzee to kinaaraa bhee kareeb hai



chaahe buzaa de koee dipak saare

pareet bichhaatee jaaye, raah mein taare

pareet diwaanee kee kahaanee bhee ajeeb hai



barakhaa kee rut ho yaa din ho bahaar ke

lagate hain sune sune, been tere pyaar ke

too hain to jindagee ko jindagee nasib hai