Ham Hai Mataa-E-Kooncha

Lata Mangeshkar · Other Songs - Lata Mangeshkar

ham hai mataa-e-koochaa-o-baazar ki tarha-2

uthati hai har nigaah kharidaar ki tarha-2

ham hai mataa-e-koochaa-o-baazar ki tarha



wo to kanhi hai aur magar dil ke aas-paas-2

dil ke aas-paas

phirti hai koi shey nigah-e-yaar ki tarha-2

ham hai...............



majarooh likh rahe hai wo ahel-e-wafa ka naam-2

ahel-e-wafa ka naam

ham bhi khade huye hai, gunhaagaar ki tarha-2

uthati hai har nigaah kharidaar ki tarha

ham hai mataa-e-koochaa-o-baazar ki tarha



Posted by: p u r n i m a