Ham Un Ko Samajhate Hain Ummidon Ka Sahaara

Lata Mangeshkar · Other Songs - Lata Mangeshkar

(ham un ko samajhate hain ummidon ka sahaara

de-de koyi ja kar unhein paigaam hamaara) - 2

bedard hain kya samajhenge wo meri mohabbat - 2

aansu hai meri aankh ka tuuta huwa taara

de-de koyi ja kar unhein paigaam hamaara

ham un ko samajhate hain ummidon ka sahaara

o

(wo aankh bacha kar jo mere paas se guzare

ho

paas se guzare) - 2

dil ne unhein rah-rah ke kayi baar pukaara

de-de koyi ja kar unhein paigaam hamaara

ham un ko samajhate hain ummidon ka sahaara

de-de koyi ja kar unhein paigaam hamaara

o

(yaad aa gaya aise mein hamein milana kisi ka

milana kisi ka) - 2

jaata tha kahin duur koyi dard ka maara