Hava Hai Sard Sard - Slow

Lata Mangeshkar · Other Songs - Lata Mangeshkar

hava hai sard sard aur dil mein bhi hai dard

barasi hai kaheen aaj ghata



mausam ka rang hai ajeeb, bulbul se phool hai kareeb

aaye bahaar ke kadam, jaaga hai baag ka naseeb

sunake ghata ka shor,jungal mein naacha mor

barasi hai kaheen aaj ghata



shaaken savar savar gayee, kaliyaan nikar nikar gayi

dekha sama jhula jhulaa, nazren jidhar jidhar gayi

kaisa ajab hai rang, bheega hai ang ang

barasi hai kaheen aaj ghata



hava hai sard sard...