Jaao Re, Jogi Tum Jaao Re

Lata Mangeshkar · Other Songs - Lata Mangeshkar

Jaao re, jogi tum jaao re

Ye hai premiyo ki nagari

Yaha prem hi hai pooja

Jaao re ...



Prem ki peeda sachcha sukh hai

Prem bina ye jeewan dukh hai

Jaao re ...



Jeewan se kaisa chhutkaara

Hai nadiya ke saath kinaara

Jaao re ...



Gyaan ki to hai seema gyaani

Gaagar mein saagar ka paani

Jaao re ...