Jhuthi Muthi Mitawa

Lata Mangeshkar · Other Songs - Lata Mangeshkar

jhuuthii-muuthi mitava aavan bole

bhaadon bole, kabhi saavan bole

jhuuthii-muuthi mitava aavan bole ..



baadalon pe chalane ko chaahuun piya

aao mera jhuulana jhulaao piya

ban ban papiiha pihu bole

jhuuthii-muuthi mitava aavan bole ..



rog ye kaisa laaga mohe

aarasi uthaauun dekhuun tohe

man chanchal mose chhal na kare

baanvari bole kabhi pagali bole

kaari tori akhiyaan yaad karuun

aarasi mein baar baar kaajar bharuun

man mitava kaahe pihu bole

jhuuthii-muuthi mitava aavan bole ..