Nindiya Se Jaagi Bahar

Lata Mangeshkar · Other Songs - Lata Mangeshkar

(Nindiya se jaagi bahaar

Aisa mausam dekha pahli baar) -2

Koyal koohke koohke gaaye malhaar - 2

Nindiya se jaagi bahaar

Aisa mausam dekha pahli baar

Koyal koohke koohke gaaye malhaar

Nindiya se jaagi bahaar

Aisa mausam dekha pahli baar



Main hoon abhi kamsin kamsin - 2

Janoon na kuch is bin is bin

Raatein jawani ki -2

Bali umar ke din

Kab kya ho nahi ek baar

Aisa mausam dekha pahli baar

Koyal koohke koohke gaaye malhaar

koohke koohke gaaye malhaar

Nindiya se jaagi bahaar

Aisa mausam dekha pahli baar



Kaisi yeh rut aayi, rut aayi

Kaisi yeh rut aayi

Sun ke main sharmayi sharmayi

Sun ke main sharmayi

Kanon main kah gayi kya -2

Jaane yeh purwai



Pahne phoolon kne kirnon ke haar

Aisa mausam dekha pahli baar

Koyal koohke koohke gaaye malhaar

koohke koohke gaaye malhaar

Nindiya se jaagi bahaar

Aisa mausam dekha pahli baar

Koyal koohke koohke gaaye malhaar

koohke koohke gaaye malhaar ....