Pyaar Bhari Dhadakanon Ke Haar Leke Aayungi

Lata Mangeshkar · Other Songs - Lata Mangeshkar

pyaar bhari

pyaar bhari dhadakanon ke haar leke aayungi

tere liye aaj raat ko

pyaar bhari pause

pyaar bhari dhadakanon ke haar leke aayungi

tere liye aaj raat ko



kahana dil-e-beqaraar se

baahar na ho iktiyaar se

kahana dil-e-beqaraar se

baahar na ho iktiyaar se

chain leke aayungi qaraar leke aayungi

tere liye aaj raat ko



pyaar bhari



masti ki baahon mein jhul ke

aayungi duniyaan ko bhul ke

masti ki baahon mein jhul ke

aayungi duniyaan ko bhul ke

rang leke aayungi nikhaar leke aayungi

tere liye aaj raat ko



pyaar bhari



jhapake na aankh intazaar ki

toote na lay dil ke taar ki

jhapake na aankh intazaar ki

toote na lay dil ke taar ki

zindagi ka solhavaan singaar leke aayungi

tere liye aaj raat ko



pyaar bhari

pyaar bhari dhadakanon ke haar leke aayungi

tere liye aaj raat ko