Woh Paas Nahin Majboor Hai Dil

Lata Mangeshkar · Other Songs - Lata Mangeshkar

bhatake huye musaafir, manzil ko dhundhate hai

dil kho gaya hamaara,ham dil ko dhundhate hai



woh paas nahin majboor hai dil, ham aas lagaaye baithe hai

ummeed bhare aramaanon ka toofaan chhupaaye baithe hai

jaao ke wohi bedard ho tum,wa' adon ka jinhe kuchh paas nahin

ham hai ke tumhaare wa' adon par,duniya ko bhulaye baithe hai

woh paas nahin



barbaad hai dil, ujada hai chamaan, berang hui phoolon ki khuban

bekaar ulajhate kaanto se daaman ko bachaaye baithe hai

woh paas nahin



Posted by: p u r n i m a