Woh Raat Din Woh Shyaam

Lata Mangeshkar · Other Songs - Lata Mangeshkar

(vo raat din vo shyaam ki guzari hui kahaaniyaan)-2

jo tere ghar mein chhod di pyaar ki sab nishaaniyaan

vo raat din ...



(sabr-o-qaraar chhin gayaa, ghar tha so vo bhi lut gayaa)-2

yaad rahengi umr bhar aap ki maharbaaniyaan

vo raat din...



(aaye bhi aur chale gaye din mere bahaar ke)-2

ab hai kiza ki god mein roti hui javaaniyaan

vo raat din...