Khushboo Mehekna Bhool Jaaye

Alka Yagnik · Aaghaaz

Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu


Khushboo mehekana bhool jaaye
Panchhii chahakana bhool jaaye
Chaand nikalna bhool jaaye
Suraj dhalnaa bhool jaaye
Saansein chalna bhool jaaye
Shamaa jalnaa bhool jaaye
Dhadkan dhadakna bhool jaaye
Mausam badalna bhool jaaye
[Dil ko patthar bana nahi sakata
 Aapko main bhula nahi sakata]--- (2)

Main jo tujhse kahun de de tu mujhko jaan
Itni chaahat mujhe kaun degaa yahaan
Sau janam tak tujhe pyaar karti rahun
Teri palkon tale jeeti marti rahun
Ye haqeeqat chhupaa nahin sakata
Aapko main bhulaa ...

Ishq mein to mili mujhko tanhaaiyaan
Saath chalti rahin meri parchhaaiyaan
Ho maine jo maangi duaa sirf maangaa tujhe
Ye jo hai deewaangi tujhse mili hai mujhe
Dard dil kaa bataa nahin sakti
Aapko main bhulaa ...