Assala alaikum

Himesh Reshammiya · Aap Ka Suroor

Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Singers: Himesh Reshammiya


Assalam alaikum.. Walekum assalaam -- (4)
Har insaan ne kabhi na kabhi, kisi na kisi se pyar kiya hai
Maine aap sab ne, toh usi pyar ke naam zindagi kurbaan
[Mohatarama....
 (Jab aaye saamne nazron ke tum (Mohatarama)
  Hoshon Awaaz mere ho jaaye gum ] --- (2)
Duaaye karu, main sajda karu, yahi mai kahu
Assalamu alaikum ..Walekum assalaam -- (4) ]--- (2)

Assalaamu alaikum.., waalekum assalaam
Teri kashish tadpaati hai, dard-e-dil yeh badati hai
Betaabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsaati hai
Aawaara armaano ki manzil tum, Deewane lamho ki ho mehfil tum -- (2)
[Mere jasbaat mein tum ho rawa (Mohatarama)
 Tum pe kurbaan hai dil ka jahaan (Mohatarama) ]-- (2)
Duaaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
Assalamu alaikum.. walekum assalaam -- (2)

Yaadon ki tanhaai mein, jazboon ki gehraai mein
Ehsaanon ki sargarmi hai, tere khwaabon ki parchai mein
[Dard-e-mohabbat ka hai yeh jaadoo
 Betaabiyan hai meri bekhaabu]--- (2)

[Tumse deewangi ka hai nasha (Mohatarama)
 Pehle deedar Se main hoon fida (Mohatarama)]-- (2)
Duaaye karu main, sajda karu, yahi main kahu
Assalamu alaikum....Waalekum assalaam -- (2)
Mohatarama.......