Zindagi Jhoom Kar

Nusrat Fateh Ali Khan · Aur Pyaar Ho Gaya

Director: Nusrat Fateh Ali Khan
Lyricist: Javed Akhtar
Singers: Nusrat Fateh Ali Khan


Aa...
Sa ni dha pa ma ...

Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai... (2)
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai.... (2)
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai

[Khwaab aankhon mein lekar deewaane chale
 Kya hai deewangi ye dikhaane chale]--- (2)
Hosh khone chale jaan ganwaane chale
Ishq ki baazi lagaane ko hai

Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai... (2)
Pyaar apni kahaani sunaane ko hai... (2)
Zindagi jhoom kar muskuraane ko hai

Ab nigahein mili aur pyaar ho gaya... (2)
Aur pyaar ho gaya.... (4)