More Sawariya

Shaan · Awara Paagal Deewana

Director: Anu Malik
Lyricist: Sameer
Singers: Shaan, Sunidhi Chauhan, Anu Malik


Oh Sawariya, Oh Sawariya, Oh Sawariya --- (2) 
Sawariya Sawariya Sawariya Sawariya
Aa More Sawariya Aa Aa More Sawariya Aa --- (2)
Main Hoon Akeli Mushkil Padi Hai Charo Taraf Khatra
Aa More Sawariya Aa Aa More Sawariya Aa
Koyi Bachana Bachega Hum Se Yahan Jaane Jana --- (2)
Kehta Hai Hum Ko Zamana, Aawara Paagal Deewana
Aa More Sawariya Aa Aa More Sawariya Aa -- (2)

Aa More Sawariya Aa Aa More Sawariya Aa --- (2)
[Raatein Badal Jaayegi, Baatein Badal Jaayegi
 Gadiyan Mohabbat Bhari, Chaahat Mein Dhal Jaayegi] ---- (2)
Chaaya Nasha Hai, Dil Keh Raha Hai, Mujhse Nazar To Mila
Aa More Sawariya Aa Aa More Sawariya Aa --- (6)

[Apne Thikaane Pe Hai Bachne Bacha Lete Hai
 Khatre Mein Hai Uski Jaan Jo Hi Nishaane Pe Hai] --- (3)
Baahon Mein Le Loon Zulfon Se Kheloon
Darr Na Meri Dilruba
Aa More Sawariya Aa Aa More Sawariya Aa --- (2)
Main Hoon Akeli Mushkil Padi Hai Charo Taraf Khatra
Aa More Sawariya Aa Aa More Sawariya Aa
Aawara Paagal Deewana --- (3)