Har Manzar

Kunal Ganjawala · Baabul

Director: Aadesh Shrivastava
Lyricist: Sameer
Singers: Kunal Ganjawala


Har manzar har lamhaa, ye paagal dil tanhaa ---- (2)
Betaab rehta hai ye kehta hai ha kehta hai
Mehfil mein, akele mein --- (2)
Tujhe yaad karta hai,
Ha karta hai --- (2)
Har manzar har lamha

Tu door rehke bhi paas rehti hai
Tu bin kahe bhi kuch kehti hai
Main bite khawbo main doob jata hun
Main har jagah bus tujhko pata hun
Har khushbu har mausam, har saayaa har aalam
Betaab rehta hai, ye kehta hai, ha kehta hai
mehfil mein, akele mein --- (2)
Tujhe yaad karta hai,
Ha karta hai --- (2)
Har manzar har lamha

Ye keh rahi hai ab wafaa meri, naa bewafaa tu naa khata meri
Hai rahen mujhse ab judaa teri, tu khush rahe, hai dua meri
Har dhadkan, har sapna, har chaahat, har aarmaa
Betab rehta hai, ye kehta hai, ha kehta hai
Mehfil mein, akele mein --- (2)
Tujhe yaad karta hai,
Ha karta hai --- (2)