Dank Maare

Sunidhi Chauhan · Chingaari

Director: Aadesh Shrivastava
Lyricist: Sameer
Singers: Sunidhi Chauhan


Beechwa jawaani ka
Beechwa jawaani ka dank maare
Dank maare, dank maare... (2)
Baid na bulao na hakeem ko bulao.. (2)
Saiyyan se keh do zeher utaare
Dank maare, dank maare... (2)
Beechwa jawaani ka, hai
Dank maare, dank maare.. (2)

[Dil mera dhadke badan mera toote
 Pallu gire dor angiya ki chhoote]-- (2)
Din mein bhi aaye nazar humko gagan ke sitaare
Arre Beechwa jawaani ka
Beechwa jawaani ka dank maare
Dank maare, dank maare... (2)

[Kaise bataoon ke hai haal kaisa
 Pehle kabhi na utha dard aisa]-- (2)
Kehna jo keh na sakoon koyi to samjhe ishaare
Arre Beechwa jawaani ka
Beechwa jawaani ka dank maare
Dank maare, dank maare.. (2)
Baid na bulao na hakeem ko bulao.. (2)
Saiyyan se keh do zeher utaare
Dank maare, dank maare... (4)
Arre Beechwa jawaani ka
Hey Beechwa jawaani ka