Tumne Chahe Kaha Na

Udit Narayan · Dil Maange More

Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Singers: Udit Narayan, Shreya Ghoshal


[Tumne chahe kaha na -- (2)
 Maine sun liya -- (3) Sanam
 Tujhko dil ka saathi
 Maine chun liya -- (3) Sanam]--- (3)

Mujhko hi chahoge tum
Vaada nibhaaoge tum
Durr nahi jaaoge tum
Kaho na - (3) Tum sanam
Palkon ke saaye saaye
Sapne tumhare chhaye
Kaise dil ko samjhaye
Bolo na - (3) Sanam
Lamha lamha yaar
Tera intezaar
Aankhon ne tera sapna -- (2)
Hain chun liya - (3) Sanam
Tujhko dil ka saathi
Maine chun liya - (3) Sanam
Tumne chahe kaha na --- (2)
Maine sun liya - (3) Sanam
Tujhko dil ka saathi
Maine chun liya - (3) Sanam

Ho aaya hai kaisa mausam
Tere liye hi jaanam
Ehsaas chhalke har dam
Badhne lagi hain ab toh deewangi
Dhadhkan yeh sargam gaaye
Dil ki lagi tadpaaye
Duuri sahi na jaaye
Tujh pe fida hai pal pal
Yeh zindagi
Ajab hain nikhaar
Nayi hain bahaar
Aashiqui ka tarana... (2)
Maine gun liya - (3) Sanam
Tujhko dil ka saathi
Maine chun liya - (3) Sanam
Tumne chahe kaha na -- (2)
Maine sun liya - (3) Sanam
Tujhko dil ka saathi
[Maine chun liya - (3) Sanam]-- (3)