Aahatein

Vishal Dadlani · Ek Main Aur Ekk Tu

Director: Amit Trivedi
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Singers: Vishal Dadlani, Shilpa Rao


Chhoti-chhoti baatein yunhi aate-jaateYaadein sehlaake jaati haiRaaton ko sirhaane baasi muskaaneMujhko sula ke jaati haiMilna nahin hai mumkin itna bataaun lekinHum phir mile kyun hainTujhko bula naa paaun (2)Yeh silsile kyun hainSab kuch wahi hai, par kuchh kami haiTeri aahatein nahin haiSab kuch wahi hai, par kuchh kami haiTeri Aahatein nahin hai… nahin hai
Maine nahin jaana, tune nahin jaanaJaane anjaane jo huaaKuchh tto hua jo mujh ko hua naaTujhko magar kyun hua
Ghalti nahin hai teriGhalti nahin hai meriPhir bhi gile kyun hainTujhko bhulaana paaun, tujhko bhulaana paaunYeh silsile kyun hainSab kuch wahi hai (wahi hai)Par kuch kami hai (kami hai)Teri aahatein nahin hai
Sab kuch wahi hai, par kuch kami haiTeri aahatein nahin hai, nahin hai hai
Teri aahatein nahin hai aahatein nahin haiTeri aahatein nahin haiOhh…Teri aahatein nahin hai, aahatein nahin haiTeri aahatein nahin hai
Kyun… kyun nahin hai