Saiyan Legayi Jiya

Asha Bhosle · Ek Phool Do Mali

Director: Ravi Shankar
Lyricist: Prem Dhawan
Singers: Asha Bhosle


Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar - (2)
[Kaisa Jaadu Kina Tune Mope O Jadugar
 Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar]-- (2)

[Pehle Laga Tu Ek Sapna Sa
 Ab Toh Lage Tu Mohe Apna Sa]- (2)
Le Chal Haath Pakad Ke Sajna Chahe Jidhar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar
Kaisa Jaadu Kina Tune Mope O Jadugar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar

[Aa Gayi Balam Teri Baato Mein
 Kya Hain Na Jaane Teri Aankho Mein]- (2)
Bhool Gayi Mein Pyar Mein Teri Apni Dagar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar
Kaisa Jaadu Kina Tune Mope O Jadugar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar

[Jaanu Ke Tu Harjaai Hain
 Sochu Kyo Aankh Milaai Re]- (2)
Lekin Tujhko Dekh Bina Rahe Na Kuch Bhi Khabar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar
Kaisa Jaadu Kina Tune Mope O Jadugar
Saiya Le Gayi Jiya Teri Pehli Nazar - (2)