Shukriya Shukriya

Alka Yagnik · Hamara Dil Aapke Paas Hai

Director: Sanjeev Darshan
Lyricist: Javed Akhtar
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan


--FEMALE--
[Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
 Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya] -- (2)

--MALE--
[Jaage sapne, jaage armaan, jaagi hai dhadkan
 Kaisi duniya, kya zamaana, tod har bandhan) --- (2)

--FEMALE--
Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya

[Kya kahoon, kya maine tumse milke paaya hai
 Tum jo aaye, zindagi mein rang aaya hai] -- (2)

--MALE--
Aao tumko le chaloon main dil ki raahon mein
Aaj humko manzilon ne khud bulaaya hai

--FEMALE--
Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya

--MALE--
Barkha badal, choli aanchal, phool aur khushboo
Hum bhi yunhi saath mein hai, jaanle yeh tu

--FEMALE--
Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya

Mere dil ka haal kya hai, kya kahoon tumse
Pyaar itna paake mere hosh hai goom se

--MALE--
Zindagi bhar pyaar mera kam nahin hoga
Maanglo tum jaan bhi to gham nahin hoga

--FEMALE--
Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya

--MALE--
Dharti ambar, dariya saagar, geet aur sargam
Mauj saahil, rastaa manzil, saath hai yun hum

--FEMALE--
[Shukriya, shukriya, shukriya mere piya
 Jitne soye khwaab the, sab ko jagaa diya] -- (2)