Bambai Se Gai Poona

Alka Yagnik · Hum Hai Rahi Pyaar Ke

Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik


Bombai se gayi poona,
Poona se gayi dilli,
Dilli se gayi patna
Phir bhi na mila sajana --- (2)
Mehkaaya maine gajara
Chamkaayi maine bindiya
Khankaaya maine kangana......
Phir bhi na mila sajana ---- (2)
Hum hain raahi pyar ke ---- (4)

Aankhon mein chupa lungi, saanson mein basa lungi
Main uski mohabbat mein, duniya ko bhula dungi
Khwaabon mein rahi khoyi, raaton ko nahi soyi
Main uske liye royi....
Phir bhi na mila sajana ---- (2)
Bambai se gayi poona
Poona se gayi dilli
Dilli se gayi patna
Phir bhi na mila sajana
Hum hain raahi pyar ke --- (4)

Jab yaad uski aaye, dil mera dhadak jaaye
Wo hain bada bedardi, kitna mujhe tadpaaye
Baaghon mein use dhunda
Raahon mein use dhunda
Galiyon mein use dhunda
Phir bhi na mila sajana ---- (2)
Bambai se gayi poona
Poona se gayi dilli
Dilli se gayi patna
Phir bhi na mila sajana
Hum hain raahi pyar ke ----- (4)

Mehkaaya maine gajara
Chamkaayi maine bindiya
Khankaaya maine kangana
Phir bhi na mila sajana
Hum hain raahi pyar ke --- (8)

O nahi soyi main uske liye royi
Phir bhi na mila sajana ----- (2)
Bombai se gayi poona
Poona se gayi dilli
Dilli se gayi patna
Phir bhi na mila sajana
Hum hain raahi pyar ke --- (4)

Jab yaad uski aaye, dil mera dhadak jaaye
Wo hain bada bedardi, kitna mujhe tadpaaye
Baaghon mein use dhunda
Raahon mein use dhunda
Galiyon mein use dhunda
Phir bhi na mila sajana ---- (2)
Bombai se gayi poona
Poona se gayi dilli
Dilli se gayi patna
Phir bhi na mila sajana
Hum hain raahi pyar ke --- (4)

Mehkaaya maine gajara
Chamkaayi maine bindiya
Khankaaya maine kangana
Phir bhi na mila sajana
Hum hain raahi pyar ke --- (8)