Hum Hogaye Aapke

Alka Yagnik · Hum Ho gaye Aapke

Director: Nadeem Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu


Male: Ay
Female: Haan
M: Aaah
F: Na na
M: Hmm hmm hmm,....hey aaa...ha ha ha....

Kyun bekhudi si chaayi hai,kyun aag si lagaai hai aapne--(2)
Oh hum hogaye aapke
Oh ho ho,hum hogaye aapke

F: Ho mera hosh bhi udaaya hai
    Meri neend bhi churaayi hai aapne
    Mera hosh bhi udaaya hai
    Meri neend bhi churaayi hai aapne
    Oh hum hogaye aapke..(2)

M: Pehle aise kabhi dil dhadakta na tha
    Bewajaa is tarah se yeh tadapta na tha
F: Dard aisa kabhi bhi mujhko hota na tha
    Har ghadi yun mera chain khota na tha
    Aaaa...aaah.........aaa ha...aa ha.......

M: Meri jaan pe banaayi hai
    Haalat yeh kya banaayi hai aapne
    Ho..,hum hogaye aapke..(2)
    Hey hey...hey hey.......aahaaaa.....
    Eh hey.....aah....haaa...aaaaaaaa....

F: Chori chori machalne se kya faayeda
    Raaz-e-dil khol dene ka apna mazaa..

M: Mujhko hai meri in dhadkanon ki kasam
    Aap ko bhi mujhse mohabbat sanam
    Hey hey...aah...haa...aahhhhaaaa....
F: Is mein nahin buraayi hai
    Yeh baat kyun chupaayi hai aapne
    Haan hum hogaye aapke..
    Oh oh oh...hum hogaye aapke
M: Kyun bekhudi si chaayi hai
    Kyun aag si lagaai hai aapne
F: Mera hosh bhi udaaya hai
    Meri neend bhi churaayi hai aapne
M: Ho...,hum hogaye aapke
F: Haai...hum hogaye aapke
M: Haan...hum hogaye aapke
F: Hmm....hum hogaye aapke