Dil Ne Kar Liya Aitebar

Alka Yagnik · Humraaz

Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sudhakar Sharma
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan

MALE:
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar
[Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
 Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana] --- (2)
Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar --- (2)
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana

FEMALE:

Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana

MALE:
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

FEMALE:
La la la la, la la la la
La la la, la la la, la la la la

MALE:
Mauka dil ne diya hi nahin
Pyaar hua kab pata nahin
Banke muqaddar tum aaye
Kahin nazar na lag jaaye

FEMALE:
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
Yeh nigaahen teri kar gayi mujhe deewana

MALE:
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

FEMALE:
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

FEMALE:
Le jaa dil pardesi, le jaa dil pardesi
Chain ho tum aaraam ho tum
Is dil ka armaan ho tum
Meri subh-o-shaam ho tum
Jaan meri pehchaan ho tum

MALE:
Jab se mile ho mujhe o jaane jaana
Tab se hai jaana kya hai dil ka lagaana
Yeh adaayein teri kar gayi mujhe deewana

FEMALE:
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

MALE:
Dil ne kar liya aitbaar, humko ho gaya tumse pyaar

FEMALE:
Jab se mile ho mujhe, o jaane jaana
Tab se hai jaana, kya hai dil ka lagaana