Dekha Hai Maine To

Anuradha Paudwal · Insaaf - The Justice

Director: Anand Milind
Lyricist: Sameer
Singers: Anuradha Paudwal, Udit Narayan


Udit:
Dekha hai maine to

Chorus:
sa sa ni sa -- (2)

Udit:
[Dekhaa hai maine to pahli baar
 Deewaane dilbar ki aankhon mein pyaar]--- (2)
Subah-shaam raat-din karoon intezaar
Beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar

Anuradha:
[Dekhaa hai maine to pahli baar
 Deewaane dilbar ki aankhon mein pyaar]--- (2)
Subah-shaam raat-din karoon intezaar
Beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar

Udit:
O.... dekhaa hai maine to pahli baar
Deewaane dilbar ki aankhon mein pyaar
Baanhon mein bharke, had se guzar ke
Thahro zaraa main jhoom loon

Chorus:
Sa sa ni sa -- (2)

Udit:
Kehti hai meri betaabiyaan
Main tere labon ko choom loon

Anuradha:
Mere mehboob sanam ko, mastaane is mausam ko
Kyaa ho gayaa....
Kyaa masti laayee hai

Chorus:
Sa sa ni sa -- (2)

Anuradha:
Kyaa masti laayee hai, ab ki bahaar
Deewaane dilbar ki aankhon mein pyaar
Subah-shaam raat-din karoon intezaar
Beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar

Udit:
Dekhaa hai maine to pahli baar
Deewaane dilbar ki aankhon mein pyaar

Anuradha:
O... o... o... o...

Udit:
O... o... o... ho...

Anuradha:
Palkon mein band kaisi hayaa hai
Saajan tujhe nahin pataa

Chorus:
Sa sa ni sa -- (2)

Anuradha:
Aake gale se mujhko lagaa le, chaayaa hai ishq kaa nashaa

Udit:
Kaisaa hai deewaanapan, pyaasi pyaasi hai dhadkan
Main kyaa karoon, kyaa karoon...
Jaanam pe kar doongaa

Chorus:
Sa sa ni sa - (2)

Udit:
[Jaanam pe kar doongaa main jaan nisaar
 Deewaane dilbar ki aankhon mein pyaar]--- (2)
Subah-shaam raat-din karoon intezaar
Beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar

Anu:
Dekhaa hai maine to pahli baar
Deewaane dilbar ki aankhon mein pyaar
Subah-shaam raat-din karoon intezaar
Beqraariyon mein bhi aa gayaa qaraar

Both:
Dekhaa hai maine to pahli baar
Deewaane dilbar ki aankhon mein pyaar