Pehla Nasha Pehla Khumaar

Sadhna Sargam · Jo Jeeta Wohi Sikander

Director: Jatin-Lalit
Lyricist: Majrooh
Singers: Sadhna Sargam, Udit Narayan


Chaahe tum kuchh na kaho, maine sun liya
Ki saathi pyaar ka, mujhe chun liya
Chun liya........
Maine Sun liya

Pehla nasha.....Pehla khumaar
Naya pyaar hai...., naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata

Pehla nasha.....Pehla khumaar
(Udta hi firoon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin)--- (2)
Ek kar doon aasmaan zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin

Pehla nasha......Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata

ehla nasha.....Pehla khumaar
(Usne baat ki kuchh aise dhang se
Sapne de gaya vo hazaaron range ke)----- (2)
Reh jaoon jaise main haar ke
Aur choome vo mujhe pyaar se

Pehla nasha....Pehla khumaar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar