Kashmir Ki Kali Hoon Main

Lata Mangeshkar · Junglee

Director: Shankar-Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri, Shailendra
Singers: Lata Mangeshkar


Kashmir ki kali hoon main
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi to phir na khilungi
Kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin....

Kashmir ki kali hoon main...
amujhse na rootho babuji...

Rangat meri baharon mein
Dil ki aag chanaron mein
Kuch to humse baat karo
In behke gulzaron mein

Pyar pe gussa karte ho
Tera gussa humko pyara hain
Yehi adaa to katil hain
Jisne humko mara hain....

Ohhh,, Kashmir ki kali hoon mein
Mujhse na rootho babuji
Murjha gayi to phir na khilongi
Kabhi nahin kabhi nahin kabhi nahin...
Kashmir ki kali hoon main........