Jaati Hoon Mai

Alka Yagnik · Karan Arjun

Director: Rajesh Roshan
Lyricist: Indivar
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu


(Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiya
Voh kyoon bhala)--- (2)

Khud se hi darne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon
Khud se jo itna darogi
Tum pyaar kaise karogi

Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiya
Voh kyoon bhala

Khud se hi darrne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon
Khud se jo itna darogi
Tum pyaar kaise karogi

Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiya
Voh kyoon bhala

(Jaadu tere jism ka teri ore kheenche mujhe
Kaabu na khud pe rahe jab jab main dekhoon tujhe) - (2)

Kadam bahek jaayenge, yeh kyoon tumne socha
Kya meri chaahat pe tumko nahin bharosa
Tum par mujhko yakeen hai, khud par yakeen nahin

Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiya
Voh kyoon bhala

Khud se hi darne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon
Khud se jo itna darogi
Tum pyaar kaise karogi

Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiya
Voh kyoon bhala

Leke tere lab ki laali jeevan ko rangeen karenge
Aankhon mein tujhko bharenge, kal tak tabhi jee sakenge
Ho, leke tere lab ki laali jeevan ko rangeen karenge
Aankhon mein tujhko bharenge, kal tak tabhi jee sakenge

Khud ko sambhaale rakhiye, mujhko sambhalne dijiye
Hosh main apne kho doon, itna pyaar na dijiye
Pyaar hai deewaanapan, hosh ka kaam nahin

Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiya
Voh kyoon bhala

Khud se hi darne lagi hoon
Main pyaar karne lagi hoon
Khud se jo itna darogi
Tum pyaar kaise karogi

Jaati hoon main
Jaldi hai kya
Dhadke jiya
Voh kyoon bhala

Jaati hoon main
Na na na na
Hm hm hm hm
Hm hm hm hm
La la la la
Hm hm hm hm
Hm hm hm hm
Na na na na..........