Yeh Bandhan To

Alka Yagnik · Karan Arjun

Director: Rajesh Roshan
Lyricist: Indivar
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu, Udit





Ho ho ho ho ho
Ho oh oh oh oh
Ho ho oh oh ho

Suraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
Khushboo kab door pawan se
Kab door bahaar chaman se......
Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai
Janmon ka sangam hai

Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai
Janmon ka sangam hai

Suraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
Khushboo kab door pawan se
Kab door bahaar chaman se

Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai
Janmon ka sangam hai
(Tum hi mere jeevan ho
Tumhe dekh dekh jee loongi) ---  (2)
Main to tumhaare khaatir
Duniya ka zaher pee loongi

Tere paavan charnon mein
Aakaash jhuka denge hum
Teri raah mein jo sholay ho
To khud ko bichha denge hum

Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai
Janmon ka sangam hai....... (2)
Mamta ke mandir ki hai tu
Sab se pyaari murat........ (2)

Bhagwaan nazar aata hai
Jab dekhe teri surat

Jab jab duniya mein aaye
Tera hi aanchal paaye
Janmon ki deevaaron par
Hum pyaar apna likh jaaye

Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai
Janmon ka sangam hai..... (2)

Suraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
Khushboo kab door pawan se
Kab door bahaar chaman se

Yeh bandhan to pyaar ka bandhan hai
Janmon ka sangam hai

Ho ho ho ho ho
Ho oh oh oh oh
Ho ho oh oh ho