Dil Mera Tod Diya
Alka Yagnik · Kasoor
Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik
Aaaaahhhh..... aaahhhh....
Dil mera tod diya usne, bura kyun maanu -- (2)
Usko haq hai woh mujhe pyar kare ya na kare
Dil mera tod diya usne, bura kyun maanu
Pehle maaloom na tha aaj maine yeh samjha
Pyar kehte hai jise, woh hai dilon ka sauda
Dil ki dhadkan ko bhala, kaise koi khaid kare
Yeh to aazaad hai, jab chaahe jahan aahen bhare
Uske raaste mein khadi kyun hai deewar kare -- (2)

Dil mera tod diya usne, bura kyun maanu..
Aaahhhh..... aaahhhh....
Saare waadon ka bharam
Pal mein woh tod gaya
Gham ke jis mod pe lakar woh mujhe chod gaya
Main usi mod ki dehleez pe so jaaungi
Umr bhar uske liye ajnabi ho jaaungi
Har sitam shok se mujhe dildaar kare -- (2)

Bura kyun maanu, bura kyun maanu.....