Kyon Ki Itna Pyar Tumse

Alka Yagnik · Kyon Ki

Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan


Kyon ki itna pyar tumko karte hain hum
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain hum... (2)
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain hum
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain hum

Hamare dil ki tum thodi si kadar kar lo
Hum tumpe marte hain thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain hum
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain hum

Tune o jaana deewana kiya hain
Deewana kiya is kadar.... (2)
Chahat mein teri bhulaya jahaan ko
Na dil ko kisiki khabar.... (2)
Rago mein mohabbat ka ehsaas zara bhar lo
Hum tumpe marte hain thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain hum
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain hum

Tumse hain saansein tumse hain dhadkan
Tumhise hain deewangi..... (2)
Rab ne hame di hain tumhare liye zindagi
Tumhare liye zindagi
Wada sang jeene ka tum jaane jigar kar lo
Hum tumpe marte hain thodi si fikar kar lo
Fikar kar lo
Kyon ki itna pyar tumko karte hain hum
Kya jaan loge hamari sanam
Kyon ki itna pyar tumko karte hain hum........