Dil Deewana Bin Sajna Ke

Lata Mangeshkar · Maine Pyaar Kiya

Director: Ram Laxman
Lyricist: Dev Kohli
Singers: Lata Mangeshkar


Ho ho ho ho ho.....la la la la la la.........
Hmmm............hmmm.........hmmm......
Dil deewana bin sajnaa ke maane na...(2)
Yeh pagla hai samjhaane se samjhe na....(2)

Dhak dhak bole, ik ut dole din raina...
Yeh pagla hai samjhaane se samjhe na....(2)
Duniya maange apni muraade mai to maangu saajan
Ho ho ho ho.....
Duniya maange apni muraade mai to maangu  saajan
Rahe salaamat mera sajna...
Aur sajna ka aangan
Iske siva dil rab se kuch bhi chaahe na.....
Yeh pagla hai, samjhaane se samjhe na......(2)
Ho ho ho ho..............
Ho ho hoho.......la la la la la....... ho ho ho....
Jiye chahe banaake aanchal
Tumko lapetu tan pe
Kabhi yeh sonchu mai udd jaau
Tumko liye gagan pe
Aur bhi kuch hai dil ke iraade kya kehna.....
Yeh pagla hai..samjhaane se samjhe na....(2)
Dil deewana bin sajna ke maane na,.....
Yeh pagla hai samjhaane se samjhe na......