Ishq Chunariya Chunariya

Alka Yagnik · Maine Pyaar Kyun Kiya

Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan


Ishq chunariya, chunariya.....Ishq chunariya ---- (2)
Roothe to roothe yeh sara zamana
Ishq chunariya odh ke dil mein aana

Ishq chunariya, chunariya....Ishq chunariya
Roothe to roothe yeh sara zamana
Ishq chunariya odh ke dil mein aana
Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana ----- (2)

Meri paayaliya, meri jhaajhariya
Meri chunariya tum the hi sajaana
Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana ------ (2)

Roothe to roothe yeh sara zamana
Ishq chunariya odh ke dil mein aana

Ishq chunariya, chunariya......Ishq chunariya
Jab jab dekhoon tujhko mujhko qaraar aata hai
Teri hi soorat pe mujhko to pyaar aata hai

Shaam savere bas tera intezaar karti hoon
Naam tera le le ke main to salaam karti hoon

Tujhe ishq apna banaana hai ab to
Aakhon se kaajal churaana hai ab to
Dekho wada karke bhool na jaana
Ishq chunariya odh ke dil mein aana
Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana ----- (2)

Dil ke sanam aane mein jaana teri zaroorat hai
Saari duniya mein tujhse na koi khoobsoorat hai

Khulke saare jahaan se yeh baar baar kehna hai
Teri baahon ke saaye mein ab mujhe rehna hai

Tu meri hai meri hamesha kahoonga
Tujhe dhadkano mein chhupaake rakhoonga
Pyaar kiya hai tum yeh pyaar nibhaana
Ishq chunariya odh ke dil mein aana
Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana ---- (2)

Roothe to roothe yeh sara zamana
Ishq chunariya odh ke dil mein aana
Mere dil mein aana oh sanam, dil mein aana ---- (2)

Ishq chunariya, chunariya.......Ishq chunariya ------ (2)