Laga Laga Laga Re

Alka Yagnik · Maine Pyaar Kyun Kiya

Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik


Liya bechaini ka jog
[Laga laga laga re..... (3)
 Laga prem rog]---- (2)
Chunari lehraayi, paayal chankaayi, choodi khankaayi
Liya bechaini ka jog
[Laga laga laga re.... (3)
 Laga prem rog] ------ (2)

Tumse milkar dil ko mere
Tumse milkar dil ko mere, jaane kya huwa re
[Laga laga laga re... (3) 
 Laga prem rog] ----- (2)

Dil tha akela, akeli thi main
Ek anjaani paheli thi main
Kya huwa mujhko mujhe kya pata
Chaaron taraf hai nasha hi nasha

[Hai juda hai juda aaj teri ada
 Gumshuda gumshuda tu huwi gumshuda] ---- (2)

Liya bechaini ka jog
Laga laga laga re ... (3)
Laga prem rog
Liya bechaini ka jog
Laga laga laga re, laga prem rog

Mujhpe yeh kaisa ghazab ho gaya
Haal jiya ka ajab ho gaya
Aawaargi se machalni lagi
Na jaane kaisi pighalne lagi

[Hai bada hai bada yeh deewana sama
 Behke armaan dhadkan bhi jawaan] ----- (2)

Liya bechaini ka jog
[Laga laga laga re..... (3)
 Laga prem rog] ---- (2)

Chunari lehraayi, paayal chankaayi, choodi khankaayi
Liya bechaini ka jog
Laga laga laga.... (3)
Laga prem rog
Laga laga laga re, laga prem rog

Laga laga laga, laga laga laga.... (2)
Laga laga laga........