Dil Hai Deewana

Alka Yagnik · Paagalpan

Director: Raju Singh
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Udit Narayan


--MALE--
Dil, Dil Hai Deewana
Aa, Baahon Mein Aana
Naa, Naa Door Jaana, Jaana
Tujhko Hai Meri Kasam

--FEMALE--
Dil, Dil Hai Deewana
Aa, Baahon Mein Aana
Naa, Naa Door Jaana, Jaana
Tujhko Hai Meri Kasam

[Teri Nazar Ne Meri Nazar Se
 Chupke Se Kuch Keh Diya Hai]- (2)

--MALE--
Jaadu, Tune Bhi Jaadu Kiya Hai
Kaisa Yeh Dard Mujhko Diya Hai

--FEMALE--
Yaara, Mujhko Tu Mujhse Churaa

--MALE--
Dil, Dil Hai Deewana
Aa, Baahon Mein Aana

--FEMALE--
[Kareeb Aake, Gale Lagaake
 De Di Mujhe Beqaraari]- (2)

--MALE--
Teri Chhaayi Hai Mujhpe Khumaari
Jaana Haalat Burri Hai Hamaari

--FEMALE--
Yaara, Saanson Mein Aake Samaa

--MALE--
Dil, Dil Hai Deewana

--FEMALE--
Aa, Baahon Mein Aana

--BOTH--
Naa, Naa Door Jaana, Jaana
Tujhko Hai Meri Kasam