Maine Pyar Tumhi Se Kiya Hai

Anuradha Paudwal · Phool Aur Kaante

Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer, Rani Malik
Singers: Anuradha Paudwal, Kumar Sanu


Maine pyar tumhi se kiya hai
Maine dil bhi tumhi ko diya hai
Ab chaahe jo ho jaaye
[Main duniya se ab na daru
 Tujhi se main pyaar karu]--- (2)

Ailaan yahi karne aaya
Main aaj yahaan marne aaya
Ruswa tujhe main kar jaaunga
Kha ke zehar ab mar jaaunga --- (2)
Maine pyaar tumhi se

Dilwale agar mil jaaye yahaan
Phir neend kise phir chain kahaan 
O tere liye aahen bharta hai dil
Teri aaisi baaton se darta hai dil --- (2)
Maine pyar tumhi se...

Baanhon mein teri din raat rahu
Jag chhod du main o tere saath rahu 
O saanson mein basa lu aaj tujhko
Tere bina jeena nahi mujhko --- (2)
Maine pyar tumhi se....