Kabhi Soncha Na Tha Maine

Sonu Nigam · Pyaar Kiya Nahin Jaata

Director: Anand Milind
Lyricist: Praveen Bharadwaj, Anand Raj Anand
Singers: Sonu Nigam, Sonali Vajpayee


--MALE--
Kabhi Socha Na Tha Maine Mujhe Ho Jaayega Pyaar - (2)
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar

--FEMALE--
Kabhi Socha Na Tha Maine Mujhe Ho Jaayega Pyaar - (2)
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar

--MALE--
Aaj Mujhko Laga Baat Kuch Hai Zuroor
Paas Kitne Ho Tum Jab Hue Mujhse Door

--FEMALE--
Beqaraari Hai Kyoon, Yeh Khumaari Hai Kyoon
Kyoon Pareshaan Hai, Kyoon Yeh Armaan Hai

--MALE--
Tum Kya Gaye Ho Jaanam, Sang Le Gaye Bahaar - (2)
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar
Sach Kahoon Pyaar Kya Hai Main Nahin Jaanta Tha
Pyaar Ki Baatein Sach Hai, Main Nahin Maanta Tha

--FEMALE--
Kya Mujhe Ho Raha Hai, Kya Mera Kho Raha Hai
Mujhko Ehsaas Hai, Kya Meri Pyaas Hai

--MALE--
Tu Nahin Paas Mere, Hai Tera Intezaar - (2)
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar

--FEMALE--
Kabhi Socha Na Tha Maine Mujhe Ho Jaayega Pyaar - (2)
Dil Deewana Deewane Ka Kya Aitbaar
Kya Aitbaar, Kya Aitbaar

--MALE--
Kabhi Socha Na Tha Maine