Poocho Zara Poocho

Alka Yagnik · Raja Hindustani

Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Alka Yagnik, Kumar Sanu


Puchho zara puchho, mujhe kya huva hai
Kaisi bekaraari hai, ye kaisa nasha hai
Tumse dil lagaane ki saza hai
Rajaji tumse dil lagaane ki saza hai

(Puchho zara puchho, mujhe kya huva hai
Kaisi bekaraari hai, ye kaisa nasha hai) --- 2
Tumse dil lagaane ki saza hai ---- 2

Rootha hai kyon raja, kyon mujhse khafa hai
Kaisi berukhi hai mere dil ko pata hai
Tumse dil lagaane ki saja hai ----- 2

Kaante ho, ya kaliyaan ho, bas mehboob ki galiyaan ho
Saath tumhaare chalna hai, ishq ki aag mein jalna hai
Cheer ke dekho dil mera, ispe likha hai naam tera
Deewaangi kya cheez hai deewaano ko bas hai pata

Puchho zara puchho, mujhe kya hua hai
Kaisi bekaraari hai, ye kaisa nasha hai
Tumse dil lagaane ki saja hai ----- 2

Chhod ke tumko kidhar jaayein, hum to tere bin mar jaayein
Ji karta kuchh kar jaayein, pyaar mein had se guzar jaayein
Hum wo nahi jo darr jaayein, waada karke mukar jaayein
Is pyaar ka, takraar ka, chaahat ka hai apna mazaa
 
(Puchho zara puchho, mujhe kya hua hai
Kaisi bekaraari hai, ye kaisa nasha hai
Tumse dil lagaane ki saza hai.... 2) ---- 2
Tumse dil lagaane ki saza hai ------ 2