Dil Ne Yeh Na Jaana

Himesh Reshammiya · Red

Director: Himesh Reshammiya
Lyricist: Sameer
Singers: Himesh Reshammiya


Teri ummid, teri baatein
Woh lamha lamha katti tere naam se raatein

Dard se yun mulakat hogi -- (2)
Dil ne ye na jaana
Nazdikiyon mein duriyon ki baat??? hogi
Dil ne ye na jaana,
Na jaana --- (8)

Teri yaadon ke ghane saayein
Ye kaise manzar par mujhko hain lekar aayein
Is tarah ashkh ki barsaat hogi
Dil ne ye na jaana,
Na jaana --- (8)

Teri ummid, teri baatein
Woh lamha lamha katti tere naam se raatein
Is tarah bechaingi mere saath hogi
Dil ne ye na jaana,
Na jaana -- (8)
Dard se yun mulakat hogi -- (2)
Dil ne ye na jaana,
Na jaana - (8)

Na jaana - (4)