Panchchi Nadiyan

Alka Yagnik · Refugee

Director: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
Singers: Alka Yagnik, Sonu Nigam


[Panchhi nadiyaan pawan ke jhonke
 Koi sarhad na inhein roke]---- (2)
Sarhad insaanon ke liye hai
Socho tumne aur maine kya paaya
Insaan hoke

Panchhi nadiyaan pawan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Sarhad insaanon ke liye hai
Socho tumne aur maine kya paaya
Insaan hoke

Jo hum dono panchhi hote
Teirte hum is neele gagan mein
Pankh pasaare
Saari dharti apni hoti
Apne hote saare nazaare
Khuli fizaaon mein udte --- (2)
Apne dilon mein hum saara pyaar samakhe

Panchhi nadiyaan pawan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Sarhad insaanon ke liye hai
Socho tumne aur maine kya paaya
Insaan hoke

Jo main hoti nadiya aur tum pawan ke johke to kya hota
O.. jo main hoti nadiya aur tum pawan ke johke to kya hota
Pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhoote hain ---- (2)
Lehrein hi lehrein banti hain
Hum dono jab milte kuchh aisa hota
Sab kehte ye leher leher jo bhi jaaye na koi toke

Panchhi nadiyaan pawan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke
Sarhad insaanon ke liye hai
Socho tumne aur maine kya paaya
Insaan hoke

Panchhi nadiyaan pawan ke jhonke
Koi sarhad na inhein roke..