Tumse Milne Ki Tamanna Hai

S.P.Balasubramanyam · Saajan

Director: Nadeem Shravan
Lyricist: Faiz Anwar, Sameer
Singers: S.P.Balasubramanyam


(Tumse Milne Ki Tamanna Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam) - 2
Jo Kabhi Hum Mile
Toh Zamana Dekhega Apna Pyar
O Mere Yaar - 2

Tumse Milne Ki Tamanna Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam
Jo Kabhi Hum Mile
Toh Zamana Dekhega Apna Pyar
O Mere Yaar - 2
Tumse Milne Ki Tamanna
Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam

(Main Shayar Nahi Deewana Nahi
Main Aashiq Nahi Parwana Nahi) - 2
Mili Jabse Nazar Tabse Jaan-e-jigar - 2
Main Ho Gaya Deewana - 2
Ab Jaane Kya Hoga Jaan-e-jana

(Tumse Milne Ki Tamanna Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam) - 2

(Kya Pata Phir Kaha Kab Mulaakat Ho
Woh Haseena Se Phir Dil Ki Baat Ho) - 2
Uske Jaisi Haseen Maine Dekhi Nahi - 2
Rokega Kya Zamana Maine Dil Mein Hai Thana
Mujhko Use Hai Abhi Apna Banana

(Tumse Milne Ki Tamanna Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam) - 2
Jo Kabhi Hum Mile
Toh Zamana Dekhega Apna Pyar
O Mere Yaar - 2
Tumse Milne Ki Tamanna Hai Pyar Ka Irada Hai
Aur Ek Wada Hain Jaanam