Mere Dil Ko

Shreya Ghoshal · Saawan-The Love Season

Director: Aadesh Shrivastava
Lyricist: Saawan Kumar
Singers: Shreya Ghoshal, Shaan


Mere dil ko dil ki dhadkan ko ---- (2)
Mere pyaar ko, tere dil ka, oh... tere dil ka pata de diya hai
Mere pyaar ko, tere dil ka pata de diya hai
Allah kare khairiyat se pahunche woh tere dil mein jaaneman
Maine tujh se pyaar kar liya tujh pe aeitbaar kar liya ---- (2)

Tera dil bhi mila dil ki dhadkan mili ---- (2) 
Tera pyaar bhi mila
Tere pyaar se..... aye sanam
Mere pyaar ne nikaah kar liya hai
Allah ka hi yeh karam hai
Tu pyaar se pyara sanam hai jaanemann
[Maine tujh se pyaar kar liya
 Tujh pe aeitbaar kar liya] ---- (2) 

Main toh deewani ho gayi deewani
Jab se chhalla diya yeh nishani
Oh.. main toh deewani ho gayi deewani
Jab se chhalla diya yeh nishani
Tune apna banaya meharbani
Main toh deewani deewani deewani
Oh,... main toh deewani deewani deewani

Tere pyaar se aye sanam
Mere pyaar ne nikaah kar liya hai
Allah ka hi yeh karam hai
Tu pyaar se pyaara sanam hai jaaneman
[Tujh pe aeitbaar kar liya
 Maine tujh se pyaar kar liya ] ---- (2)

Mere dil ko dil ki dhadkan ko
Mere pyaar ko tere dil ka, oh... tere dil ka pata de diya hai
Mere pyaar ko tere dil ka pata de diya hai
Allah kare kheriyat se pahunche woh tere dil mein janeman
[Maine tujh se pyaar kar liya
 Tujh pe aeitbaar kar liya] ----- (3)