Kitni Hasrat Hai

Kumar Sanu · Sainik

Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Singers: Kumar Sanu, Sadhna Sargam


Kumar:
Kitni hasrat hai hamein tumse dil lagaane ki... (2)
Paas aane ki tumhe zindagi mein laane ki
Main dil ki baat bhala (kaise kahu)-- (2)
Kitni hasarat hai ...

[Jaan-e-man jaan-e-ada ho tum
 Meri dhadkan ki sada ho tum]--- (2)
Meri saanson ki zaroorat ho
Dil ruba jaan-e-vafa ho tum
Main dil ki baat bhala ...

Sadhna:
Kitni hasrat hai ...

Gul ki kushbu hai hawaaon mein
Main chaloon pyaar ki raahon mein

Kumar:
Meri yaadon sadaaon mein
Tum ho khwaabon mein nigaahon mein

Sadhna:
Hai meri dua rab se main rahoon teri panaahon mein
Main dil ki baat bhala ...